As-Salaam Walekum Song Lyrics - Emiway Bantai
As-Salaam Walekum Song Lyrics by Emiway Bantai:- The As-Salaam Walekum song sung by Emiway Bantai is released on 20 Sep 2020.
Emiway Bantai is the composer, Flamboy is the music producer of the song, and Emiway Bantai is the lyrics writer of As-Salaam Walekum song.
In the table below you will find more information about As-Salaam Walekum song. Here are the As-Salaam Walekum song lyrics.
Table of contents
As-Salaam Walekum Lyrics
Haan as-salam walekum
Sabko salam walekum
Door se salam sabko
Paas nahin aana tum
As-salam walekum
Sabko salam walekum
Door se salam sabko
Paas nahin aana tum
As-salam walekum
Sabko salam walekum
Door se salam sabko
Paas nahin aana tum
As salam walekum
Sabko salam walekum
Door se salam sabko
Paas nahin aana tum
Haan bahut logon ko main aane diya paas
Kisko bhi maan leta tu hi hai khas
Phir pata chala mujhe to yeh to bakwaas hai
Mujhe hi karna chahte sab to naash yeh
Sath rah ke haat pair kaanp rahe the
Ke soch ke baap re baap
Abhi se chalna hai sabse sambhal ke
To khud ko kehta hoon ab faasle naap
Main saans lena shuru kiya hoon
Ammi abba ko main khushi diya hoon
Hey maalik yeh teri raza hai
Mujhe to aa rela jeene mein kaafi maza hai
Kisi se nafrat nahin yehi wajah hai
Khud ko bana lo be doosre ke darwaje kayiko bajaye
Log yahan soch rakhe kayiko bachaye
Jab tak hai paisa yeh sath mein machaye
Asli log sath hain to samjhoge bhai
Kisko hai rakhna kidhar kisko banana jigar
Kis pe dabana trigger, yeh main samjh gaya
Kafi logon ki chal se main bach gaya kya?
Haan ab puchh mujhe main kaise itta shyana
Itti se umar duniya samjh gaya
Walekum
Sabko salam walekum
Door se salam sabko
Paas nahin aana tum
As salam walekum
Sabko salam walekum
Door se salam sabko
Paas nahin aana tum
Haan.. Haan..
Duniyadari kam reh raha hoon apne mein
Kisko bharosa nahin tha meri sapne mein
Abba ko chhod ke mummy ko chhod ke
Raste mein jitne bhi kaante the tod ke
Yahan tak aayele aise kaise chhod dein
Shortcut mangta hai sabko inko cheat code de
Meri pincode pe google kar
Wikipedia pe milega mera naam
Woh aise ch nahin ayele
Uske liye kaam kiyele apun subah shaam
Log kuchh bhi chillayenge
Inka to aadat hai jhooth bolna sareaam
Main to karun kaam mera kaam dega jawab
Jahan bhi jaata hoon izzat hai nawab
Tab tak hai dharti mein kab tak hai mauka
Jaldi se jaldi kama le sabab
Rubab ko rakhna uncha bich mein nahin bolne ka
Tere ko kaun puchha
Haal hi filhali mein maine kuchh socha
Khud ka main kha raha hun kiska nahin nocha
Jee raha hoon haq se
Itni pateli kyun karta hai shakhs yeh
Poochh mujhse
Bina jaan pehchan ke maidan mein ghusele
Independent beta haq se
Jawab dena hai to apun kis se bhi nahin darta
Jo bhi bolke dikhaya bantai
Woh main khulla karta kya?
Let's fu*ks given abhi farak bhi nahin padta
Poora game badal diya hai be 24 saal ka ladka
Salaam walekum
Sabko salam walekum
Door se salam sabko
Paas nahin aana tum
As salam walekum
Sabko salam walekum
Door se salam sabko
Paas nahin aana tum
Haan nafrat karega to khuda naraaz
Dharti mein insaan log ban rahe maharaj
Inko nahin maloom kya hone wala aaj
Yeh kasam khilayenge kal ki bahar kuchh aur
Andar kuchh aur
Par andar ki baatein to chehre pe jhalki
Insan ko nikal ke aayele par
Khuda se bhi nahin rakh rahe dar
Itna guroor tere andar mat bhar
Itna kamaya leke jayega kidhar
Paap tera saaf karne nahayega kidhar
Baap bola beta mera chhod diya ghar
Abey aisa na kar sath nahin chhodna
Maa baap ne pakda hai hath nahin chhodna
Chhodna hai to chhod unn log ko
Jo log bich mein hi chhod denge kya?
Haan apun bhi aise hi shyane banele
Koyi todne ko ayega to apun bhi tod denge
Hath sirf jod denge khuda ke samne
Acha lag raha hai mujhe khuda ke samne
Batane yeh saari baatein
Baaki log meri tarah yeh bata nahin paate
Itne saare bas jo mera lockup hai
Jaise yeh panipat hai yeh pani paa de
Kyun ki thoda bahut karke nibha nahin paate
Yeh dikha nahin paate jo main dikha raha
Khud ko kabhi nahin bolna bichara
Khud ka banunga main khud hi sahara
Andar kyun chhupa hai chal beta bahar aa
Woh nahin milega jo tu hai chah raha
Usse bhi behtar kuchh likha hai ja raha
Usse bhi behtar kuchh likha hai ja raha
Sabar hai le lo patience rakho
Apna kaam karo dil laga ke karo
Consistent raho yo
Keep motivating each other
Independent organic day one se
Peace out!
Song Information
Song Information | |
---|---|
Song Title | As-Salaam Walekum |
Singer(s) Name | Emiway Bantai |
Music Director(s) | Emiway Bantai |
Music Producer(s) | Flamboy |
Lyrics Writer(s) | Emiway Bantai |
Movie Name | [Single Song] |
Song Release Date | 20 Sep 2020 |
Song Language | Hindi |
Record Label | [Independent] |
Thus ends the lyrics of As-Salaam Walekum sung by Emiway Bantai. We hope that you like it.